How to do DNS Spoofing Attack in Hindi ?

Is article mai hum apko DNS Spoofing Attack ke bare mai practically bata rahe hai. DNS Spoofing Attack kya hai or ise kaise kiya jata hai. Yeh sab apko yaha btaya ja raha hai.

DNS Spoofing Attack ko hum Facebook jaisi website par aise karke nahi bata sakte hai. Yaha apko example ke through btaya ja raha hai yeh attack kaise work karta hai.

Hackers kaise DNS Spoofing Attack ke through Hacking ko anjam dete hai. Yeh sab apko Educational purpose ke liye btaya ja raha hai. Yaha apko DNS Spoofing Attack karne ke ek method btaya ja raha hai.

Hackers DNS Spoofing Attack ko kayi tarah se kar sakte hai. Jaise Phishing websites ka use karke , Metasploit or Beef Framework ka use karke yeh sab hacker par depend karta hai.

Note – This article is only for educational purpose. Don,t miss use your knowledge and skills.

What is DNS Spoofing Attack ?

DNS Spoofing attack ke bare mai apko pahle bhi btaya gaya hai. Yeh attack se Hackers kisi bhi Website ko jaha chahe redirect karva sakte hai. Lekin Facebook jaisi websites par yeh aise work nahi karta hai.

DNS Spoofing Attack ka use Hackers bahut tarah se kar sakte hai. Yaha https websites ko bhi http mai convert karke redirect karvaya ja sakta hai. Lekin yeh sabhi websites par nahi work karta hai.

Kyoki kuch Websites bahut secure rehti hai jin par redirection nahi ki ja sakti hai. Yeh unsecure websites par hmesha work karta hai. https se http mai convert karne ka method dusra hai veh apko age bata diya jayga.

Pahle apko DNS Spoofing attack ka practical isliye btaya ja raha hai. Kyoki age apko https websites ko kis tarah se http mai convert kiya jata hai. Yeh sab bhi bataya jayga.

How to do DNS Spoofing Attack ?

Yaha hum ettercap ka use kar rahe hai. Ettercap ka use karke apko pahle ARP poisoning attack karke btaya gaya hai. Aise hi DNS Spoofing Attack bhi kiya ja sakta hai.

Lekin DNS Spoofing Attack karne ke liye thoda sa alag method hota hai veh apko yaha btaya ja raha hai. Sabse pahle apko yeh command deni hoti hai. (leafpad /etc/ettercap/etter.conf).

Apke samne yeh file open ho jayegi. Yaha apko kuch numbers show hoge. Apko yaha sabse pahle 0 set karna hota hai. Yeh sab karne ke baad Routing tables ko allow karna hota hai.

Yaha apko bydefault hash milta hai apko hash ko hata kar is file ko save karna hota hai. File ko save karne ke baad apko ek or file open karni hoti hai kuch is tarah. (leafpad /etc/ettercap/etter.dns).

DNS Spoofing Attack

Yaha apko local ip set karna hota hai or jis bhi website ko aap redirect karvana chahte hai. Veh yaha deni hoti hai. Website dene ke baad aap ise save karke band kar sakte hai.

Yeh sab karne ke baad apko ARP poisoning tak vahi steps follow karne hote hai. Jaise apko pahle btaya gaya hai. Aap vaha se in steps ko dekh sakte hai. Apko same steps hi follow karne hai.

DNS Spoofing Attack

Yaha tak apko same steps follow karne hai or ARP poisoning ko start karna hai. Yeh sab karne ke baad apko plugins ke option mai jana hota hai. Kuch is tarah.

DNS Spoofing Attack

Yaha apko mange the plugins mai jakar DNS Spoofing attack ko activate karna hota hai. Aap DNS Spoof par double click karke use activate kar sakte hai. Kuch is tarah.

DNS Spoofing Attack

Attack start hone ke baad apko Start par jakar start sniffing karni hoti hai. Yeh sab karne ke baad jab victim website ko open karta hai. Aise mai hacker ki website open hoti hai jaha vo redirect karvana chahta hai.

Yaha apko apache server ko start karna hota hai. (Service apache2 start). Humne yaha apache server mai www/var/html folder mai facebook ki phishing website ko rakha hua hai.

Aise mai victim jab website ko open karega to uske samne Facebook ka login page open hota hai. Kuch is tarah. Yeh apko example btane ke liye aisa setup kiya gaya hai.

DNS Spoofing Attack

Yaha aap dekh sakte hai website ka link vahi hai jo humne set kiya tha lekin. Veh website open nahi hui hai facebook ka phishing page open hua hai.

Yaha Hackers DNS Spoofing attack ko is tarah se Social Media accounts ko hack karne ke liye use karte hai. Yeh ek method apko btaya gaya hai. https website ko kaise http mai convert kiya jata hai.

Yeh apko age bata diya jayga. Lekin app sabhi secure websites ko redirect nahi kar sakte hai. Kyoki kuch aise websites hai jo bahut secure hai redirection nahi ki ja sakti hai.

The Conclusion

Main umeed karta hu ki apko DNS Spoofing attack ke bare mai pata chal gaya hoga. yeh kaam or bhi tools ki help se kiya ja sakta hai. Apko sabhi ke bare mai bata diya jayga.

Aap iska use kisi tarah ki illegal hacking ko karne ke liye kabhi mat karen. Yeh attack same Network mai kiya jata hai. Lekin Hackers Wifi Hack karke bhi is attack ko kar sakte hai.

Jaise open Wifi mai bhi DNS spoofing attack ko kiya jata hai. Isliye kabhi bhi open wifi mai apko apni personal information nahi fill karni chahiye.

Wifi hacking jaise sabhi karte hai. Aise mai agar wifi network mai MITM attack kiya jata hai tab bhi apke Social Media passwords ko capture kiya ja sakta hai.

Yeh attack ka hackers bahut tarah se use kar sakte hai.Is attack ko detect karna bhi mushkil hota hai. Kyoki user to apna kaam karta hai. Lekin hackers redirect karva dete hai.

Agar apka kisi bhi tarah ka koi question hai to aap comment mai puch sakte hai. Aap humse contact karke bhi yeh sab puch sakte hai. Humari site ko support jarur karen.

Agar apko huamre articles pasand a rahe hai to inhe share jarur karen. Articles ko sabse pahle padne ke liye blog ko subscribe bhi kar sakte hai. Aap humari btaye gaye kisi bhi hacking ka miss use mat karen.

Sharing is Caring

Stay home stay safe

Thankyou

Be the first to comment

Leave a Reply

Your email address will not be published.


*