How to use Beef framework in Hindi ?

Beef Framework ka use hackers bahut tarah se karte hai. Jaise Facebook hacking, Gmail hacking, Water hole attack, Payloads run karvane ke liye. Aap ise sikhte hai tab aap khud hi samjh jayege.

Beef Framework ka use karna puri tarah se illegal hai aap ise apne network mai practical ke liye use kar sakte hai. Wan network mai bhi iska use kiya jata hai. Lekin jadatar sabhi iska miss use hi karte hai.

Hum apko yeh practical apne hi network or apne hi device mai karke bata rahe hai. Beef Framework ka use Wan network mai bhi kiya ja sakta hai. lekin veh apko is tarah yaha nahi btaya ja sakta hai.

Note- This article is only for educational purpose. Don’t miss use your knowledge and skills.

Don’t miss this now you can learn Website design here How to create a WordPress Website ?

What is Beef Framework ?

Beef Framework ko xss framework bhi kaha jata hai. Yeh kisi bhi device ka access hacker ko de deta hai. Yaha sab kaam bas ek click se ho jata hai. Hum apko yaha practically bata rahe hai.

Beef Framework Browser ko hook karta hai. Hackers iski help se victim ke device ke Browser ko hijack kar lete hai.

Aisa karne par victim ke device par jo browser hota hai hacker kisi bhi tarah ki commands execute karva sakte hai.

Jaise Phishing attack, Trojan virus ko run karvana, Tabnapping attack, waterhole attack, fake update ke notification send karna or bhi bahut kuch Beef Framework ki help se kiya jata hai.

Hackers Beef Framework se kisi ke browser ko hijack karke victim ke browser mai kisi bhi tarah ke attacks ko perform kar sakte hai. Yeh attack ka miss use bahut jada kiya jata hai.

Agar Hackers Beef Framework ka sahi se use karte hai to isi se bahut tarah k hacking attacks ko anjam de sakte hai.

How to use Beef Framework ?

Chaliye ab jante hai iska use kaise kiya jata hai. Yeh tool apko kali linux mai inbuilt hi milta hai. Aapne buffalo ke sign ka tool dekha hi hoga. Apko bas use open karna hai. Yeh apko Desktop par hi left side par mil jayga.

Yeh terminal par kuch is tarah se run hoga. Aap Ui url dekh sakte hai. Apko bas use Browser par open karna hota hai. Kuch is tarah se yeh open hota hai.

Beef Framework

Yaha Beef Framework kuch is tarah se open hota hai. Yaha apko username or password mai beef likhna hoga . Yeh sab karne ke baad apke samne kuch is tarah open hota hai.

Yeh kuch is tarah se open hota hai. Yaha aap dekh sakte hai. Apke liye mark kiya gaya hai. Apko yeh link yaha se copy karna hota hai. Copy karne ke baad aapko ek file mai us link ko rakhna hoga kuch is tarah.

Beef Exploit working

Beef Framework

Aap dekh sakte hai. Yeh sab hum virtual pc mai kar rahe hai. Isliye yaha vhi Ip address diya gya hai. Aise hi yeh fil mai apko jaha Ip Address milta hai aap apne IP address se change karde. Yeh file apko mil jayegi.

Apko is file ko root mai jakr var/www/html ke folder mai save karna hoga. Sath hi apko terminal par (Service apache2 start) yeh command ko run karna hoga. Yaha apko index.html ki file milti hai use remove karden.

Yeh file ki jagah aap kisi bhi Html File ka use kar sakte hai. Yaha humne samjhane ke liye iska use kiya hai. Yaha hackers Website ka use karte hai. Yeh fil kuch is tarah se open hoti hai.

Yaha aap dekh sakte hai is tarah se ek website ko create kiya jata hai. Yaha aap dekh sakte hai click here par click kiya jayga jab Hacker ko victim ke Browser ka access mil jata hai. kuch is tarah. Download Here

Beef Framework

Is tarah se Victim ke Browser ka access mil jata hai. Yaha humne apne hi pc par ise kiya hai.

How to do after gaining access ?

Is tarah se Beef Framework ki help se hackers apne victim ke browsers ko hijack kar leta hai. Yeh sab humne apne hi devices par kiya hai. Aap bhi iska use apne hi device par karen.

Yaha apko details mai Browser ki information milti hai. Commands par click karne ke baad apke samne kuch is tarah se open hoga.

Yeh sabhi attacks aap apne hi Computer se victim ke Browser par kar sakte hai. Yaha aap Dekh sakte hai bas ik Click se Beef Framework ki help se hacker victim ke browser access kar leta hai.

Beef Framework

Yaha hum apko kuch attacks perform karke bata rahe hai. Aap sabhi ka use kar sakte hai. Sabhi ke bare mai bata pana possible nahi hoga.

Yaha aap dekh sakte hai humne Google Phishing ko select karke Victim ke ip address ko fill karke command ko execute kiya hai.

Beef Framework

Aisa karne se Victim ke browser par apne aap hi kuch is tarah se open ho jayga. Yaha user jab apni information fill karta hai veh hacker ke pass chali jati hai.

Aap dekh sakte hai kuch is tarah se information hackers ke pass chali jati hai. Aise hi hackers facebook accounts ko bhi hack karte hai. kuch is tarah.

Beef Framework

Yaha humne Facebook ke login page ko victim ke browser mai open karvaya hai. Aisa aap apne Pc par karte hai. Aap khud dekh payege yeh aise apne aap work hota hai.

Beef Framework

Yaha bhi apko kuch is tarah se username password mil jata hai. Aise hi aap kisi bhi tarah ki commands ko run karva sakte hai. Apko Beef Framework mai jitne bhi commands show ho rahe hai.

Beef Framework

Yaha humne fake notification ko send kiya hai. Yaha user chahe install karta hai ya cancel . Hacker ke pass information chali jati hai user has clicked.

The Conclusion

Yaha humne apko Beef Framework ki help se kuch commands run karke btayi hai. Sabhi ke bare mai bata pana possible nahi hota hai. Yeh aap sabhi khud try kar sakte hai.

Main umeed karta hu ki apko Beef Framework ke bare mai pata chal gya hoga. Aap khud ab soch sakte hai. Hackers kaise iska use karke hacking ko anjam de sakte hai.

Yeh sab apko educational purpose ke liye btaya gaya hai. Aap iska miss use kabhi mat karen. Beef Framework ka use aap bhi apne hi device par karen.

Agar apko iska use karne mai kisi bhi tarah ki koi problem ati hai. Aap comment mai humse puch sakte hai. Humari taraf se apki puri help ki jayegi.

Apko mere yeh articles agar ache lag rahe hai tab ise share jarur karen. Aap agar mere bare mai jana chahte hai. Main kon hu kya karta hu about us ke page par padh sakte hai.

Sharing is Caring

Thankyou

Be the first to comment

Leave a Reply

Your email address will not be published.


*