Social Engineering Examples in Hindi ?

Social engineering examples ke bare mai agar aap bhi research kar rahe hai tab yeh article ko padh sakte hai. Jaise ki apko social engineering par pahle bhi do articles diye gaye hai. Yaha hum apko Kuch examples bata rahe hai.

Hum apko yaha sab kuch localhost or apni hi website par karke bata rahe hai. Yaha hum apko kisi tarah ki files provide nahi kar sakte hai. Lekin hum jin files ka use kar rahe veh apko google par mil jati hai.

Hum apko social engineering examples practically bata rahe hai. Yeh sab educational purpose ke liye btaya ja raha hai. Aap yeh sab ka miss use kabhi mat karen.

Yaha sab kuch apko samjhane ke liye btaya ja raha hai. Is website par aisa apke sath kabhi nahi hoga. Humne yeh sab apni hi website par kiya hai apko samjhane ke liye.

Note- This article is only for educational purpose. Don’t miss use your knowledge and skills.

Social Engineering Examples

Yaha hum apko Phishing attack ka use karke bata rahe hai. Hackers kaise Phishing attack ka use karte hai . Yeh sab apko practically btaya ja raha hai.

Social Engineering Using phishing

Jaise ki apko pahle btaya gaya hai Hackers kis tarah se social engineering ka use karte hai. Ek normal user nahi samjh sakta hai. Hum apko yaha Practically sab bata rahe hai.

Jaise apne bahut sari websites dekhi hogi jaha signin ya signup karne ke options hote hai. Kuch is tarah login with facebook, Login with twitter. Yaha hackers apne Phishing pages ko bhi add kar sakte hai.

Kuch is tarah ke Login buttons apne bahut tarah ki websites mai dekhe hoge. Aise mai yaha bhi phishing pages ko lgaya ja sakta hai. Yeh social engineering examples hote hai.

Hackers ko kaise bhi karke victims ko convence karna hota hai. Jaise yaha kiya ja sakta hai. Yeh sab maine apni hi website par kiya hai. Yaha aap iski coding bhi dekh sakte hai.

Yaha aap dekh sakte hai maine yaha localhost ka use kiya hai. Lekin real mai yaha Hackers domain ka use karte hai. Yaha homograph technique ka bhi use kiya ja sakta hai.

Jaise yaha jab normal user kisi website par continue karne ke liye signin karte hai. Aise mai veh hackers ke bnaye gaye phishing pages par redirect ho jate hai. Kuch is tarah.

Jaise yaha bana hua hai. Kuch is tarah se aise bahut tarah ke Social Engineering Examples apko mil jate hai. Normal user jab yaha signup karte hai username password hackers ko mil jate hai.

Social Engineering Examples

Yaha aap dekh sakte hai. Aise mai normal user to username or Password ko sahi hi fill karte hai. User apne facebook account mai login bhi ho jate hai or hackers ko information bhi mil jati hai.

Another Social Engineering Examples

Jaise Facebook ka use kiya gaya hai. Aise hi Hackers kisi bhi Social Media accounts ko hack kar sakte hai. Aise mai normal user ko pata bhi nahi chal pata hai.

Social Engineering Examples

Jaise yaha Instagram Follower ki Phishing website ka use kiya gaya hai. Yeh sab maine download kiye hai bas editing ke through kuch changes kiye hai.

Apko aise sabhi tarah ki Phishing files google par mil jati hai. Aise hi kisi tarah ki e-commerce website ke sath kiya ja sakta hai. Jaise yaha login with facebook ke sath use kiya gaya hai.

Aise mai yeh sab hackers par depend karta hai ki veh kaha kis jagah kis tarah se victims ko convence karne ke liye phishing sites ka kaha use karte hai..

Aise hi payload ka bhi use kiya ja sakta hai. Hackers victims ko convence karva kar kisi bhi tarah ki hacking ko kar sakte hai. Aise mai aap khud soch sakte hai Social Engineering Examples kitne ho sakte hai.

Aise hi ek or Social Engineering Examples apko bata rahe hai. Jaise main apne articles mao outbound links bnane ke liye facebook.com ko kabhi kabhi link karta hu.

Aise mai Hackers Phishing websites ko bhi link kar sakte hai. Yeh bhi ek bahut acha Social Engineering Examples hai. Kuch is tarah. aap dekh sakte hai.

Jaise yaha normal user ko nahi pata chalta hai. Kyoki same facebook ki tarah login page open hota hai. Kuch is tarah. Yaha apke sath kabhi is tarah se nahi kiya jayga.

Social Engineering Examples

Jaise aap dekh sakte hai. Kuch is tarah se Hackers Social Engineering ka use karte hai. Yeh sab apko kuch hi Social Engineering Examples btaye gaye hai. Yeh sab apko samjhane ke liye kiya gaya hai.

Social Engineering Examples

The Conclusion

Main umeed karta hu ki apko Social Engineering Examples ache lagege. Aise mai aapko samjh a gaya hoga. Hackers kis tarah se victims ko convence kar sakte hai.

Yaha humne apko Phishing attack ka hi use karke btaya hai. Aise mai aap khud hi soch sakte hai. Hackers kis tarah se kaise phishing attacks ka use kar sakte hai.

Yeh sabse safe rehna bahut mushkil ho sakta hai. Kyoki yaha Hackers homograph technique ka bhi use kar sakte hai. Free ssl apko pata hi hai easily mil jate hai.

Aise mai aap khud hi samjh sakte hai ek phishing attack bhi kitna powerful ho sakta hai. Kisi normal user se jada hi Hackers hmesha sochte hai. Aise mai normal user ko kuch pata bhi nahi chal pata hai.

Aise hi hackers payload ya kisi tarah ke keylogger ya tabnapping jaise attacks ko bhi karte hai. Yeh sabhi se aap tabhi safe reh sakte hai agar apko inke bare mai pata hoga.

Agar apka kisi bhi tarah ka koi question hai tab aap comment mai puch sakte hai. Apko yeh sabhi files jaise instagram, twitter, facebook, wordpress ki phishing files agar chahiye tab aap comment mai gmail fill kar sakte hai.

Aap email fill mat karna bas email ke option mai sahi email fill kar dena apko files send kar di jayegi. Yeh sab aap google se bhi find kar sakte hai.

Yeh sab apko educational purpose ke liye btaya gaya hai. Aap yeh sabhi ka miss use kabhi bhi mat karen. Sath hi is tarah ke hacking attacks se hmesha safe rahe.

Apko humara yeh article acha lage to ise share jarur karen. Humare articles sabse pahle padhne ke liye blog ko subscribe jarur karlen.

Sharing is Caring

Thankyou

Be the first to comment

Leave a Reply

Your email address will not be published.


*