Social Engineering Techniques in Hindi ?

Is article mai hum apko Social Engineering Techniques ke bare mai bata rahe hai. Social Engineering ke bare mai apko pahle bhi bataya gaya hai. Lekin vaha apko Techniques nahi btayi gayi hai.

Yaha hum apko Social Engineering Techniques ke bare mai bata rahe hai. Yeh article aap dhyan se agar padte hai to apko bahut kuch sikhne ko mil jata hai.

Yaha yeh sab apko educational purpose ke liye btaya ja raha hai. Hum yaha apko kuch Social Engineering Techniques ke bare mai bata rahe hai. Jinme se kuch humne khud try bhi ki hai.

Yeh sab apko isliye btaya ja raha hai. Kyoki aap ek Hacker ko kabhi nahi pehchan sakte hai ho sakta hai. Aap jis train mai travel kar rahe hai apke sath hi betha ho.

Aisa bhi ho sakta hai aap jis Coffee shop mai free wifi use kar rahe hai. Vahi koi Hacker bhi kisi tarah ka MITM Attack perform kar raha ho. Aise mai aap kabhi nahi pehchan sakte hai.

Note- This article is only for educational purpose. Don,t miss use your knowledge and skills.

Human based Social Engineering Techniques

Jaise ki naam se hi pata chalta hai. Human based Social Engineering Techniques jaha humans ka use karke kisi tarah ki hacking ko kiya jata hai. Ab yaha chahe Facebook Hacking ho ya System Hacking.

Yaha hum apko kuch aisi Techniques ke bare mai bata rahe hai jinka use Hackers karte hai. Lekin aap inka use kisi tarah ki illegal hacking ko karne ke liye kabhi mat karen.

Social Engineering Techniques
  • Agar kisi tarah ka person apke phone mai dekh raha hai. Aap facebook account login kar rahe hai. Aise mai agar Hacker apka username password dekh leta hai to yeh Shoulder surfing hota hai.
  • Aise hi aap agar aapke pass kisi tarah ka call ata hai. Apko kisi tarah ki important information btayi jati hai to aap use kisi plane paper par likhte hai. Use karne ke baad jab aap use fek dete hai to yeh Dumpster Diving kehlata hai.
  • Aise hi agar aap kisi tarah ki information gathering karna chahte hai. Aise mai kisi person ka trust jeet kar use information gather karte hai to yeh Impersonation kehlata hai.
  • Agar aap kisi tarah ka evidence ko kahi se bhi utha kar kisi tarah ki hacking mai use karte hai. Aise mai yeh Evidence dropping kehlata hai.

Yeh sabhi Social Engineering Techniques ka use Hackers Human based Social Engineering Techniques mai karte hai. Aise hi apko ek apna experience btaya ja raha hai.

Kuch years pahle jo maine kisi Company ke Computers ko hack karne ke liye use kiya tha. Veh apko yaha btaya ja raha hai. Jaise ki humara target kisi tarah ki company hai yaha naam nahi liya ja raha hai.

Aise mai hum jante hai ki hum veh Company ke Computers ka online access nahi le sakte hai. Lekin hum agar kisi tarah ki pendrive ko autorun bana kar usme payload dal dete hai.

Sath hi batch Script Programming language ka use karke aise program create karte hai. Aise mai koi bhi pen drive ko agar plug karta hai to Virus autorun ho jata hai aise mai Computer Hack ho jate hai.

Aisa isliye ho pata hai. Kyoki 90 % persons aise hai jinhe agar kisi tarah ki pen drive kahi par giri hui milti hai. Aise mai veh unhe ek bar jarur utha kar check karte hai. Aise mai Hackers ka kaam ho jata hai.

Yeh Technique bhi Human based Social Engineering Techniques mai hi ati hai. Aise hi hackers bahut tarah se Social Engineering Techniques ka use karte hai.

Human based Social Engineering Techniques mai hackers kisi bhi person ko apne hisab se use karte hai. Social Engineering ke examples apko bahut dekhne ko mil jate hai lekin yeh depend hacker par hi karta hai.

Computer based Social Engineering Techniques

Jaise Human based Social Engineering Techniques ka use kiya jata hai. Aise hi Computer based Social Engineering Techniques ka use bhi Hackers karte hai.

Yaha Hackers vaise to bahut tarah ki techniques ka use karte hai. Sabhi ke bare mai bata pana possible nahi hota hai. Yaha hum apko kuch techniques ke bare mai bata rahe hai.

Social Engineering Techniques
  • Web Phishing apko Phishing attack ke bare mai pahle bhi btaya gaaya hai. Apko humne Two Factor Authentication ko bypass karne ke bare mai btaya hai. Yeh Web Phishing kehlata hai.
  • Spam Emails ke bare mai bhi apko pahle btaya gaya hai. Jaise Hackers spamming karte hai jaha fake mails send karke kisi tarah ki hacking ko kiya jata hai.
  • Popup window ke bare mai bhi apko pahle btaya gaya hai. Apne kabhi na kabhi yeh jarur dekha hoga aap internet surf karte hai to achank se kisi tarah ka popup open hota hai or apse kisi tarah ka login ya kisi tarah ki file ko dwonload karvaya jata hai.

Aise bahut sare methods hai jinhe Computer based Social Engineering Techniques mai rakh sakte hai. Yaha humne apko kuch examples btaye hai. Yeh sabse apko idea ho jayga kis tarah se use kiya jata hai.

Mobile based Social Engineering Techniques

Mobile Based Social Engineering Techniques mai bhi kuch methods ka use hackers karte hai. Jaise Computer based Social Engineering Techniques ka use kiya jata hai.

Social Engineering Techniques
  • Fake security applications apne kabhi na kabhi jarur dekha hoga. Aap jab internet surf karte hai. Aise notification ata hai ki apke Android phone mai virus hai aap ise install karen.
  • Repacking applications jaise ki naam se hi pata chalta hai. Jaise aap phone mai Whatsapp use karte hai. Aise mai agar kisi se share it ya Bluetooth ke through whatsapp lete hai to Hackers aise bhi inme Trojan virus ko bind kar sakte hai.
  • SMS Phishing jaise ki apko pahle btaya gaya hai. SMS Spoofing ke through hackers kisi tarah ka SMS Send karke apko kisi tarah ka app install karvate hai ya login karvate hai.

Is tarah se Hackers Social Engineering Techniques ka use Hacking mai karte hai. Yeh to apko kuch hi examples btaye gaye hai. Aise bahut sare examples hai jinka use hackers karte hai.

Aap chahe to kuch books ko bhi padh kar iske bare mai knowledge gain kar sakte hai. Social Engineering ka use Hacking mai jadatar sabhi tarah ke attacks mai kiya jata hai.

The Conclusion

Main umeed karta hu ki apko Social Engineering Techniques ke bare mai pata chal gaya hoga abhi to online order nahi kiya ja sakta hai lekin aap bad mai jarur kar sakte hai.

Yeh sab apko educational purpose ke liye kuch examples btaye gaye hai. Social Engineering Techniques bahut jada hoti hai. Yeh sab apko books mai bhi proper nahi mil pati hai.

Apko Google ya Youtube par definations milti hai. Lekin hackers kaise inka use karte hai yeh unke siva koi nahi jaan sakta hai. Yeh sab puri tarah Hackers par hi depend karta hai.

Agar apka kisi bhi tarah ka koi question hai to aap comment mai puch sakte hai. Apko humara yeh article acha lage to ise share jarur karen. Humare blog ko subscribe jarur karen.

sharing is Caring

Thankyou

Be the first to comment

Leave a Reply

Your email address will not be published.


*