How to do Port Forwarding without Router ?

Is article mai hum apko Port ko Forward karne ke bare mai practically bata rahe hai. Jaise How to do Port Forwarding, Port Forwarding without Router. Yeh sab apko practically btaya ja raha hai.

Port Forwarding ke bare mai apko pahle bhi btaya gaya hai. Yeh kyu kiya jata hai. Yaha hum apko Port Forwarding ko practically karke bata rahe hai. Aapko step by step hi follow karna hoga.

Port Forwarding router ka use karke bhi kiya ja sakta hai or without router bhi kiya jata hai. Yaha hum apko Port Forwarding without router karke bata rahe hai.

Note – This article is only for educational purpose. Don’t miss use your knowledge and skills.

Use of Port Forwarding ?

Sabse pahle apko yeh jana jaruri hota hai ki Port Forwarding ki jarurt kyu hoti hai. Jaise ki hum jante hai hum jab bhi kisi tarah ka payload, Trojan virus create karte hai.

Aise mai hum use out of the network use nahi kar sakte hai. Agar hume network ke bahar payload ka use karna hota hai. Aise mai Hackers ko Port Forwarding karni hoti hai.

Jaise ki humne apko pahle bhi btaya hai Seakfko tool or L3MON tool ke bare mai jinme port forwarding karne ki jarurt nahi hoti hai. Agar veh bhi hackers ke liye work nahi karte hai.

Aise mai Hackers ko Port Forwarding karne ki jarurt hoti hai. Yaha hum apko practically bata rahe hai kis tarah se Port Forwarding ki jati hai. Yeh sab hum portmap or duckdns ki help se kar rahe hai.

How to do Port Forwarding ?

Sabse pahle apko portmap ki website par apna account create karna hota hai. Jaise hum normally kisi website par account create karte hai vaise hi yaha kiya jata hai.

Yaha account create karne ke baad apke samne kuch is tarah se show hoga. Apko yaha Create new configuration par click karna hota hai. Click karne ke baad apke samne kuch is tarah open ho jata hai.

Port Forwarding

Yaha apko generate par click karna hota hai. Sath hi apko openvpn software ko bhi install karna hota hai. Openvpn ek tunnel bnata hai jiske andar se data ka flow hota hai.

Port Forwarding

Yaha apko yeh file ko download karna hota hai. Yeh sab karne ke baad Openvpn software ko install karne ke baad apko task bar mai ek icon show ho jayga. Kuch is tarah.

Yaha yeh icon par right click karke apko download ki gayi file ko import karna hota hai. File import karne ke baad aap vpn se right click ya double click karke connect ho sakte hai.

Port Forwarding

Yaha aap dekh sakte hai vpn connect ho gaya hai. Aisa hi kuch apko bhi show ho jayga. Yaha iski help se hi hum Port Forwarding kar sakte hai.

Agar apka vpn bhi is tarah se connect ho jata hai to aap use kar sakte hai. Lekin agar aapko failed to connect ki error show hoti hai. Yeh error mujhe mili thi.

Aise mai aap tap windows ko uninstall karke dubara se install kar sakte hai. Yaha apko uninstall run as administrator karna hota hai. Yaha apko link diya ja raha hai. Tap windows.

Port Forwarding

Yeh sab karne ke baad apko mapping rule create karna hota hai. Yaha apko create new rule par click karna hota hai. Aap yaha apni marji se port number select kar sakte hai.

Port Forwarding

Yaha aap dekh sakte hai humne yaha 8849 port number diya hai. Aap bhi yaha aise hi port number select kar sakte hai. Yeh sab karne ke baad apko ek url address mil jata hai.

Port Forwarding

Yaha tak sabhi process karne ke baad aap apko duckdns ka use karna hota hai. Sabse pahle aap yaha sigup karle. Jaise humne gmail account se signup kiya hai.

Yaha apko subdomain dena hota hai. Jaise humne yaha freelearn23 diya hai. Yeh sab karne ke baad subdomain create ho jayga.

Port Forwarding

Yaha apko Ip address ko update karna hota hai. Apko yaha portmap ke through create kiye gaye link ka hi ip address dena hota hai. Yeh aap cmd ke through nikal sakte hai.

Port Forwarding

Yaha aap dekh sakte hai yahi ip address ko humne duckdns mai update kiya hai. Yeh sab karne ke baad apki sabhi settings complete ho jati hai. Yaha aap port forwarding kar sakte hai.

Yaha hum apko Darkcomet tool mai iska use karke bata rahe hai. Aap chahe to kisi bhi DNS address mai iska use kar sakte hai. Yeh apko Trojan horse ke article mai btaya gaya hai.

Yaha aap image mai dekh sakte hai. Duckdns ka url or portmap ka port number humne yaha diya hai. Yeh sabhi steps ko aap aise hi follow karte hai tabhi aap sahi se kar sakte hai.

Yaha humne vahi port ko listen kiya hai jise humne portmap mai set kiya tha. Aapko bhi aise hi karna hota hai. Yeh port number ko listen karne ke baad virus run hone par information mil jati hai.

Port Forwarding

Yaha aap dekh sakte hai pahle ke article mai humne apko yeh sab btaya hua hai. Aap veh padh sakte hai. Humne yaha pahle local ip address hi diya tha yaha humne DNS address diya hai.

Also Read –Trojan Horse Virus ?

The Conclusion

Main umeed karta hu ki apko Port Forwarding ke bare mai pata chal gaya hoga. Jaise Port Forwarding without router. Yaha humne apko Port Forwarding ka ek tarika btaya hai.

Age apko Router ka use karke bhi Port Forwarding kaise ki jati hai. Yeh sab bhi bata diya jayga. Agar aap yaha step by step follow karte hai tabhi aap yeh sab samjh sakte hai.

Port Forwarding karne ke baad Hackers kisi bhi Ip address se connected rehne par bhi victim ke device ki information ko access kar sakte hai. Yeh wan network mai hacking attacks ko karne ke liye use kiya jata hai.

Yeh sab apko educational purpose ke liye btaya gaya hai. Aap yaha iska miss use kabhi bhi mat karen. Yaha yeh sab worm virus , Ransomware jaise virus ko wan network mai use karne ke liye bhi kiya jata hai.

Agar apko yeh sabhi setup karne mai kisi bi tarah ki koi problem ati hai tab aap comment mai puch sakte hai. Humari taraf se apki puri help ki jayegi.

Agar apko humara yeh article acha lagta hai tab ise share jarur karen. Yaha hum apko sab kuch free mai bata rahe hai. Humare blog ko subscribe jarur karen.

Sharing is caring

Thankyou

Be the first to comment

Leave a Reply

Your email address will not be published.


*