Is article mai hum apko Worm Virus ke bare mai bata rahe hai. Jaise How to Create Worm virus, What is Worm Virus.
Worm Virus ke bare mai apke Computer Virus ke article mai pahle bhi bata diya gaya hai. Lekin apko yaha bhi btaya ja raha hai.
Note – This article is only for educational purpose. Don’t miss use your knowledge and skills.
What is WORM Virus ?
Worm vaise to ek tarah ka insect bhi hota hai. Apne bhi kabhi na kabhi jarur dekha hoga. Aise hi worm virus Computers ke liye bhi bnaye jate hai.
Worm virus ek aisa virus hai jo khud hi apne aap ko ek computer se kisi dusre computer tak distribute kar sakte hai inhe kisi computer mai enter hone ke liye kisi tarah ke human action ki jarurt nahi hoti hai.
Worm virus agar kisi computer mai hota hai veh DDOS attack bhi kar sakta hai sath hi infected computer ko hacker access bhi kar sakta hai.
Yeh Worm Virus ko create karne ke liye bahut sare tools hai or aap manually bhi kar sakte hai. Hum jin bhi tools ki help se yeh apko bata rahe hai veh sabhi download link apko mil jayege.
Jaise maan lijiye ek computer mai worm virus hai kisi user ne infected computer par apne pen drive ko plug kiya aise mai veh virus pen drive mai bhi chala jata hai.
Aisa hone ke baad veh pen drive jis kisi computer mai plug hoti hai veh sabhi computers bhi Worm virus se infected ho jate hai. Isliye inhe dangerous virus mana jata hai.
Kyoki ek akela worm virus bahut sare Computers ko infected kar sakta hai. Vaise to botnet ka use bhi DDOS attack mai kiya jata hai. Lekin worm virus ka use bhi kiya ja sakta hai.
How to create Worm Virus
Hum virus ko create karna apko windows mai hi bata rahe hai. Ise pahle apko Trojan horse virus ko create karna bataya gaya hai. Aap veh bhi padh sakte hai.
Hum yaha Black worm or H worm ka use karke apko Worm virus create karna bata rahe hai. Yeh sab apko host computer par hi karke btaya ja raha hai.
Lekin aap yeh sab virtual pc mai ya Vmware mai hi karen. Yaha hum apko Lan Network mai karke bata rahe hai Wan Network mai apko age bata diya jayga.
Black Worm tool apke samne kuch is tarah se open hota hai yaha apko niche build worm ka option dikh raha hoga apko vaha click karna hoga.
Apke samne kuch is tarah se open ho jayga. Yaha se aap Worm virus ko create kar sakte hai. Aap apne hisab se in options ka use bhi kar sakte hai. Apko yaha apke Pc ka IP Address dena hota hai.
Build worm par click karne ke baad apke samne virus create ho jayga. Yeh sab karne ke baad victim jab use worm virus par click karta hai Computer infect ho jata hai.
Aise mai us infected computer se jab bhi kisi devcie ko connect kiya jayga veh Worm virus automatic hi distribute hone lag jata hai. Start listen par click karne par apko victim device ki information mil jati hai.
Yaha apko right click karna hota hai apko sabhi kuch show ho jata hai. Jaise aap is worm ki help se victim device mai kya kya kar sakte hai. Hacker DDOS attack karne ke liye bhi inka use karte hai.
Jaise apko pahle btaya gaya hai DDOS attack ko karne ke liye hacker ko bahut sare computers ki jarurt hoti hai.
H Worm
Jaise apko Black worm mai btaya gaya hai. Aise hi bahut sare tools hote hai jinki help se worm virus ko create kiya ja sakta hai. H Worm tool kuch is tarah hai.
Yeh tool open hone ke baad Start menu par click karne par apko build ka option mil jata hai jo kuch is tarah open hota hai.
Yaha apko IP Address ya no ip ka DNS address port number or jis bhi port ko aap listen karna chahte hai veh sab information fill kar sakte hai. Yeh sab karne ke baad apko build par click karna hota hai.
Aapke samne kuch is tarah se yeh virus create ho jayaga. Aise mai kisi normal user ko nahi pata chal pata hai. Kyoki yeh kisi window ki file ki tarah hi hota hai. Aise mai jab victim ise open karta hai Computer infect ho jata hai.
Yaha hacker ko victim ke device ki information mil jati hai. Right click karne par aap dekh sakte hai aap is tool ki help se victim ke device ki kis tarah ki information ko collect kar sakte hai veh sabhi apko show ho jayegi.
Humne apko yeh sab Lan Network mai karke btaya hai. Aap yeh sab host computer par kabhi mat karen. Kyoki hume pata hai kaise in viruses ko nikalna hota hai.
Apko How to detect virus ke article mai btaya gaya hai. Yaha virus se ek par Computer infect hone ke baad use easily nahi nikala ja sakta hai. Lekin kuch tools ki help se background mai run ho rahi process ko kill kiya ja sakta hai.
Aap dekh sakte hai kis tarah se Virus background mai run karte rehte hai or apke Computers infected rehte hai or apko pata bhi nahi chal pata hai.
The Conclusion
Main umeed karta hu ki apko Worm Virus ke bare mai pata chal gaya hoga. Jaise yeh kya hote hai, Hackers kaise inhe create karte hai.
Yeh sab apko WAN Network mai age bata diya jayga. Hackers inka use kayi tarah se kar sakte hai. Jaise kisi unsecure website par upload kar diya jata hai.
yaha social engineering ka bhi use kiya jata hai. Kyoki virus to tools ki help se har koi create kar sakta hai. Lekin victim ke device mai virus ko install karna hacker par depend karta hai.
Apko jo bhi tool diye gaye hai unke rar password Brackets mai diye gaye hai. like (jellybean999)
Agar apka kisi bhi tarah ka koi question hai aap comment mai puch sakte hai. Humare blog ko share karna mat bhule.
Thankyou and safe from crona virus
Leave a Reply