How to create Payload using SaeFko ?

Is article mai hum apko SaeFko tool ke bare mai bata rahe hai. SaeFko tool ka use karke windows or android ke liye payload ko create kiya jata hai. SaeFko ko SaeFko attack system bhi kaha jata hai.

Yaha yeh sab apko practically btaya ja raha hai. SaeFko tool ke bare mai apne sahyd pahle bhi suna hoga. Yeh tool ki help se payload bnane par Port Forwarding ki jarurt nahi hoti hai.

Yeh sab apko educational purpose ke liye btaya ja raha hai. Aap SaeFko ka use karke kisi tarah ki illegal activity ko kabhi mat karen. Yeh tool ka download link bhi apko mil jayga.

Note- This article is only for educational purpose.Don’t miss use your knowledge and skills.

How to setup SaeFko ?

Sabse pahle apko SaeFko tool ko download karna hota hai. Download karne ke baad apko three files milti hai. Inhi ka use karke Aap SaeFko tool ka use kar sakte hai.

Yaha aap image mai dekh sakte hai apko aise hi three files milti hai. Sabse pahle apko SaeFko full vale folder mai enter hona hota hai. Yeh sab karne ke baad aap ise start kar sakte hai.

SaeFko

Yaha aap SaeFko ke icon par click karke ise start kar sakte hai. Start karne ke baad apse key mangi jati hai. Apko serial ki file mai ek key mil jayegi. Apko use fill karna hota hai.

SaeFko

Serial key fill karne ke baad apko activate par click karna hota hai. Activate par click karne ke baad apko nickname pucha jata hai. Aap vaha kuch bhi fill kar sakte hai.

SaeFko

Yaha next par click karne ke baad apse server address or password manga jata hai. Yeh aap web hosting mai server files ko upload karke uske url ka address fill kar sakte hai.

SeaFko

Yaha humne 000webhost ka use kiya hai. Aap bhi aisa kar sakte hai. Sabse pahle apko 000webhost par signup karna hota hai. Signin karne ke baad apko url address dena hota hai.

SeaFko

Yaha image mai freelearning diya hai or server address mai nikhilnanu hai. Freelearning available nahi tha isliye confuse mat hona . Yeh sab karne ke baad apko server files ko upload karna hota hai.

SeaFko

Yeh dono files apko Server files ke folder mai mil jati hai. Files upload karne ke baad apko server.php url ko copy karna hota hai or server address mai fill karna hota hai. Jaise humne kiya hai.

SeaFko

Yaha view par click karne par apko url mil jayga. Apko bas url ko server address mai fill karna hai or password fill karna hota hai. Yeh sab karne ke baad tool start ho jata hai. Kuch is tarah.

Download Link

SeaFko

How to create payload ?

Yeh tool start hone ke baad aap iski help se payload ko create kar sakte hai. Sabse pahle apko server information kuch is tarah se deni hoti hai. Jaise url humne copy kiya tha vahi yaha dena hota hai.

Yaha apko window or android dono options milte hai. Apko dono mai hi server information deni hoti hai. Yeh sab karne ke baad aap build agent par click karke payload create kar sakte hai.

Yaha apko ek baat ka dhyan rakhna hota hai. Agar aap android ke liye payload ko generate karte hai aise mai java ka updated version install hona jaruri hota hai.

Java ka updated version install nahi karte hai to apko error mil jati hai. Install hone ke baad aap pc ko restart karke iska use karte hai to android ke liye payload create ho jata hai.

Yaha payload create hone ke baad apke samne kuch is tarah se open hoga. Payload create hone ke baad apko apne aap hi folder open ho jayga or apko show ho jayga.

Yaha yeh payload ko jab victim ke device mai install kiya jata hai. Aise mai victim ke device ka access hackers ko mil jata hai. Kuch is tarah se SaeFko tool work karta hai.

Apko humne pahle bhi L3MON tool ke bare mai btaya hai. Yeh bhi kuch vaise hi work karta hai. Apko dono tools ke bare mai humne practically btaya hai.

SeaFko

Yaha aap dekh sakte hai victim ke device ka connetion mil gaya hai. Aise hi aap wifi vale icon par click karke information dekh sakte hai. Yaha apko two online machines show ho rahi hai.

Aisa isliye hai kyoki humne payload ko windows or android dono ke liye create kiya hai or run kiya hai. Aise mai dono devices ki information yaha show ho rahi hai.

The Conclusion

Main umeed karta hu ki apko SaeFko tool ke bare mai pata chal gaya hoga. Yaha humne apko step by step btaya hai kaise ise use kiya jata hai. 000webhost par signup karna nhi btaya gaya hai.

Aap yeh tool ko kahi se bhi download kar sakte hai. Yaha bhi apko iska download link diya ja raha hai. Yeh sab windows mai kiya gaya hai aap bhi aisa kar sakte hai.

Yeh sabhi ko pata hi hota hai kisi account kaise create karna hota hai. Jaise hum simply account create karte hai. Aise hi 000webhost mai bhi create kiya jata hai.

Yeh sab apko educational purpose ke liye btaya gaya hai. Main umeed karta hu ki aap iska miss use kabhi nahi karenge. Agar apko kisi tarah ki koi problem ati hai to aap puch sakte hai.

Yaha humne apko payload create karne ke bahut sare methods btaye hai. Kyoki aisa jaruri nahi hota hai hmesha Hackers ke liye ek hi method work karta hai.

Aise mai Hackers ko ek hi tarah ke attack ko karne ke liye jitne jada methods pata hote hai utna hi acha rehta hai. Aap kisi bhi method ka miss use kabhi mat karen.

Agar apko yeh article acha lagta hai to ise share jarur karen. Humne yaha 100 se jada hacking ke articles upload kiye hai. Agar aap unhe bhi padna chahte hai to padh sakte hai.

Jaise Facebook Hacking, Instagram Hacking, Whatsapp Hacking, Wifi hacking or bhi bahut kuch apko yaha free mai btaya jata hai. Humare blog ko subscribe jarur karen.

Sharing is caring

Thankyou

1 Comment

Leave a Reply

Your email address will not be published.


*