Web Pentesting Tools in Hindi ?

Is article mai hum apko Web Pentesting Tools ke bare mai bata rahe hai. Yaha hum apko kuch Web Pentesting Tools ka practical use karke bata rahe hai.

Yaha hum apko kuch tools ke bare mai bata rahe hai. Humne apko pahle bhi How to find Vulnerability in a Website ? vale article mai Web Pentesting Tools ke bare mai btaya hai.

Yaha bhi hum apko kuch dusre tools ke bare mai bata rahe hai. Yeh tools apko Web Pentesting karne mai kafi help karte hai. Isliye apko inke bare mai bhi pata hona chahiye.

Note – This article is only educational purpose. Don’t miss use your Knowledge and miss use.

SkipFish Web Pentesting Tools

Yeh ek Web Pentesting tool hai. Apko bahut sare tools ke bare mai pahle bhi btaya gaya hai. Information Gathering mai abhi apko btaya gaya hai. Aise hi Skipfish tool hota hai.

Yeh tool apko pahle se hi install milta hai. Aap ise easily use kar sakte hai. Aap Terminal mai SkipFish tool ki help dekh sakte hai. Kuch is tarah.

Yaha aap help mai iske sabhi options ko dekh sakte hai. Aap in sabhi options ka use kar sakte hai. Jaise apko humne yaha apne localhost ki Website ko scan kiya hai.

Command- Skipfish -o (foldrename) http://192.168.43.167

Yaha aap dekh sakte hai is Web Pentesting Tools ne is tarah se website ko scan kiya hai. Apko yaha kuch time wait karna hota hai. Yeh tool apko html file create karke deta hai.

Web Pentesting Tools

Yaha aap dekh sakte hai is tool ne html file ko create kiya hai. Apko yaha targeted website ko scan karke jo bhi information milti hai veh yaha mil jati hai.

Yaha aap dekh sakte hai kuch is tarah se yeh tool website ko scan karke apko information de deta hai. Aap bhi iska use apni hi website ya apne localhost par kar sakte hai.

Rapid Scan

Rapid Scan Web Pentesting Tools mai se ek hai. Yeh tool ka use bhi kisi Website mai vulnerability find karne ke liye kiya jata hai. Hackers iska bhi use karte hai.

Yeh tool apko github par mil jata hai. Sabse pahle apko github se ise download karna hota hai. git clone https://github.com/skavngr/rapidscan .

Web Pentesting Tools

Aap is tarah se yeh tool ko run kar sakte hai. Yaha apko information section mai show ho raha hai kaise apko target ko set karna hota hai. Target set karne ke baad scanning start ho jati hai.

Web Pentesting Tools

Yaha aap dekh sakte hai yeh Web Pentesting Tools kis tarah se work karte hai. Yeh tool dusre tools ka ek sath use karke kisi website mai vulnerability ko find karta hai.

Web Pentesting Tools

Yaha aap dekh sakte hai. Yeh tool kisi website ko scan karne mai kafi time leta hai. Yaha humne ise close kiya hai. Lekin yeh tool ka aap jab use karte hai apko vulnerability find hoti hai.

Yaha apko Web Pentesting Tools ke bare mai jada isliye btaya jata hai. Kyoki har kisi person ko sabhi tools pasand nahi ate hai. Isliye apko yaha btaya ja raha hai.

Aap jab inka use karte hai aise mai inme se konsa tool apko jada acha lagta hai. Yeh apko tabhi pata chal pata hai jab aap Web Pentesting Tools ka use karte hai.

Yuki Web Pentesting Tools

Yuki tool ke bare mai shayd apne pahle bhi suna hoga. Yeh bhi Web Pentesting Tools mai se ek hai. Aap is tool ki help se kisi website mai vulnerability find kar sakte hai.

Sabse pahle apko github se is tool ko clone karke download karna hota hai. git clone https://github.com/Yukinoshita47/Yuki-Chan-The-Auto-Pentest . Yeh tool download hone ke baad apko permission deni hoti hai.

Yeh tool ki requirements ko install karne ke baad aap is tool ka use kar sakte hai. Requirements ko install karne ke liye aapko command deni hoti hai. pip install -r requirements.txt

Web Pentesting Tools

Yeh sab karne ke baad aap is tool ka use kar sakte hai. Yaha apko target dena hota hai. Yeh tool or bhi bahut tarah ke tools ka use karke Web Pentesting karta hai. Jaise nmap, harvester, wpscan, dnsrecon, OWASP etc.

Aap jab is tool ka use karte hai to apko yeh tool bahut hi acha lagega. Isliye aap is tool ka use jarur karen. Yeh tool ka use aap apni website mai vulnerability find karne ke liye bhi kar sakte hai.

Web Pentesting Tools

Yaha aap dekh sakte hai. Yeh tool kisi bhi website ko scan karne mai apki bahut help kar sakte hai. Yaha apko wait karna hota hai. Yeh tool apko complete scan karke deta hai.

The Conclusion

Main umeed karta hu Web Pentesting Tools ke bare mai pata chal gaya hoga. Yaha humne apko three tools ka use karke btaya hai. Aise hi bahut sare tools ka use kiya jata hai.

Aap ke liye kab konsa tool konsa method kaam ata hai. Yeh aap kabhi nahi samjh sakte hai. Hum apko age ane vale articles mai whatsapp Hacking ke kuch methods bhi bata rahe hai.

Yeh sab apko educational purpose ke liye btaya ja raha hai. Aap kisi bhi method ka miss use kabhi bhi mat karen. Yeh sabhi practicals aap apne hi devices par karen.

Hum jante hai ki Facebook hacking, Whatsapp hacking jaise QRL Jacking ke bare mai btaya gaya hai. Wifi Hacking jaise Bruteforce attack ke bare mai btaya gaya hai.

Aise hi hacking mai sabhi ka interest hota hai lekin hum apko ek baat btana chahte hai. Aap agar Ethical Hacking ki field mai deeply ate hai to facebook ya whatsapp hacking aap sikh jate hai.

Lekin agar aap Facebook hacking or Whatsapp hacking ko hi sikhna chahte hai to aise mai aap videos ya articles dekh kar sikh to sakte hai lekin apne methods nahi bata sakte hai.

Isliye aap Ethical hacking ko serious samjhe or tabhi is field ko select karen. Main yeh sab apko apne experience se bata raha hu. Kyoki mai bhi aap hi tarah Facebook ya whatsapp hacking ko hi sikhna chahta tha.

Agar apko Web Pentesting Tools ka use karne mai ya kisi bhi tarah ka koi question hai to aap comment mai puch sakte hai. Humare articles ko share jarur karen.

Sharing is Caring

Thankyou

1 Comment

Leave a Reply

Your email address will not be published.


*