What is Spoofing and How to do Email Spoofing ?

Is article mai Apko Spoofing ke bare mai sab kuch btaya ja raha hai. Jaise What is Spoofing, How to do Email Spoofing, how to change Mac Address.

Apne kabhi na kabhi Spoofing ke bare mai jarur suna hoga. Spoofing har chij ki ki jati hai. Jaise Ip Address , Mac Address, DNS spoofing, Email and Call Spoofing.

Yaha hum apko Mac Address spoofing Or Email Spoofing ke practical ke bare mai bata rahe hai. Yeh sab hum apne hi network or apne hi Email accounts par karke bata rahe hai.

Note – This article is only for Educational Purpose. Don’t Miss use your knowledge and skills.

What is Spoofing ?

Spoofing ko agar asaan language mai kahe to veh chij jiska use karke hacker Devices ko gumrah karte hai. Spoofing attack karke hackers apps , Websites ya kisi device ko gumrah kar sakte hai.

Mac address apke Computer ka veh physical address hota hai. Jiska use karke websites ya devices communication kar pate hai.

Jaise Jab aap google.com ko open karte hai. Aise mai google.com tak apki request apke mac address se hokar jati hai. Mac address se hi google pehchan pata hai ki google.com ko open karne ki request is device se ayi hai

Jaise humare PC K mac address yeh hai 68-78-34-F5-O5-H8 . Aise mai humare network par 4 computer connect hai to sabhi computer ka mac address alag hoga.

Ab aap maan lijiye number 1 computer ko number 4 par kisi tarah ki file ko send karna hai. Aise mai mera Computer 2nd number par connect hai. Tab veh file agar mai chahta hu ki mere pass send ho jaye.

Aise mai hum apne Computer ke Mac address ko number 4 ke computer ke sath change kar denge. Aise mai number 1 se jo file share ki gyi hai. Veh file humare Computer par share ho jayegi.

Kyoki file ko or Computer ko Mac address ka pata hoga ki kis device par file ko send karna hota hai. Is tarah se Mac address spoofing hoti hai. Isi tarah se Spoofing work karta hai.

Aise hi jis tarah se Mac address spoofing ki jati hai . Isi tarah DNS or Ip Spoofing bhi ki jati hai. Do Devices ek dusre se kaise communicate karte hai.

Yeh aap ke liye samjhna jaruri hai tabhi aap ise samjh sakte hai. Yeh jane ke liye aap OSI Model jarur padhe.

How to do Email Spoofing ?

Email Spoofing attack jaise ki naam se hi pata chalta hai. Fake mail send karke kisi tarah ki hacking ko anjam dena ab yeh chahe Phishing attack ho ya Website hacking.

Email spoofing karne ka hum apko yaha simple sa method bata rahe hai. Lekin yeh karne ke bhi bahut methods hai.

Email spoofing attack mai hacker kisi or mail ko use karke apne victim ke pass fake mail send karte hai. Jaise apne Corona phishing ke bare mai suna hoga.

Yeh Corona phishing attack mai bhi Email spoofing ka use kiya gaya hai. Isi tarah se yeh attack kiya jata hai. Corona virus email spoofing attack ka real example hai.

Email spoofing attack ko jis tarah se hum bata rahe hai. Is method se gmail victim ko notify karta hai report spam or report phishing ke liye.

Lekin is attack ko is tarah bhi kiya ja sakta hai jaha kisi tarah ka koi notify nahi milta hai. Veh apko yaha aise nahi btaya ja sakta hai.

Sabse pahle ek website ko open karna hoga. Kuch is tarah se yeh file open hogi. Yeh website apko google par easily mil jayegi. (Emkei)

Yeh website kuch is tarah se open hogi. Yaha aapko kuch information fill karni hoti hai. jaise mail message yeh sab aap fake de sakte hai. Kuch is tarah.

Spoofing

Is tarah se fake information fill karne ke baad apko simple send kar click karna hoga. Aap yaha to mai jo bhi gmail account ko fill karege. Usi gmail par yeh fake mail send ho jayga.

Yeh mail inbox mai hi jata hai. Kisi tarah ke spam folder mai yeh mail send nahi hota hai. Gmail account ke inbox mai hi yeh mail ata hai.

Spoofing

How to change MAC Address ?

Mac address ko change karne karne ke liye bahut sare tools apko mil jate hai. Yeh kaam bahut hi asani se kiya ja sakta hai.

Hum apko yaha do tools ki help se aisa karna bata rahe hai. Aap chahe to kisi bhi tool ka use kar sakte hai. Jadtar yeh kaam inhi tools ki help se kiya jata hai.

Yeh tools ka use karke Mac address change ho jata hai. Lekin real mac address change nahi hota hai. Yeh change bas kisi website ya devices ke liye change hota hai.

Jaise maan lijiye aap kisi website ko access nahi kar pa rahe hai. Aise mai mac address ki vajah se veh block ho sakti hai. Lekin aap Mac address ko change karke bhi access kar sakte hai.

Kyoki aise mai jis website ko aap open nahi kar pate hai usi website ko yeh lagta hai ki jis mac address se request ayi hai veh block listed nahi hai.

yeh kuch VPN Ya Proxy ki tarah hi hota hai. Yeh apko ek example diya gaya hai. Mac address change karke bahut sare kaam kiye ja sakte hai. Yeh jaise jaise aap sikhte jayege apko khud samjh mai ane lag jayga.

Spoofing

Aap dekh sakte hai Yeh tool ki help se is tarah se Mac address ko detect kiya jata hai. Aap CMD mai getmac likh kar or is tool ki help se jab mac address ko dekhege same hoga.

Yeh option apko isi tool mai mil jata hai. Yaha aap random mac address ko bhi select kar sakte hai. Yaha se select karne ke baad aap change now par jab click karte hai Mac address change ho jata hai.

Yeh ek dusra tool hai jiski help se mac address ko change kiya ja sakta hai.

The Conclusion

Main umeed karta hu ki apko Spoofing, Email spoofing or Mac address change ke bare mai pata chal gaya hoga.

Yeh sab apko educational purpose ke liye bataya gaya hai. Aap inka miss use kabhi bhi mat karen. Email spoofing jab hoga tab aapke pass report ka option jarur ayga.

Age apko iske bare mai or bhi articles dekhne ko mil jayege. Jaise DNS and Call spoofing etc. Yeh sab aap apne hi devices par kare.

Agar apka kisi kisi bhi tarah ka koi question hai aap comment mai puch sakte hai. Humari taraf se apki puri help ki jayegi.

Humare articles sabse pahle padhne ke liye humare blog ko jarur subscribe karen. Agar apko yeh articles pasand a rahe hai tab inhe share jarur karen.

Download Tool

Thankyou

1 Comment

Leave a Reply

Your email address will not be published.


*