Apke man mai bhi kabhi na kabhi jarur aya hoga What is carding ya carding kya hai. Agar aap Ethical Hacking mai interest rakhte hai .Tab apne CARDING ke bare mai jarur suna hoga.
CARDING puri tarah se ILLEGAL hai. Iske naam par aja ke time mai bahut sare bhi hote hai. Agar aapko sach kahu to aap ise dur hi rahe tabhi apke liye acha hai.
Kyoki yeh puri tarah se ILLEGAL hai. Agar aap CARDING karte time pakde jate hai. Tab apko jail bhi ho sakti hai or yeh ek Cyber Crime hai. Isliye apko ise dur hi rehna chahiye CARDING Blackhat Hackers karte hai.
What is Carding ?
Agar aap bhi yeh karna chahte hai. Tab apke sath bhi kabhi na kabhi jarur scam hua hoga. Yeh ek aisi technique hai. Jiska use karke hacker kisi dusre person ke credit Card ka use karke kisi bhi tarah ke Products ko kisi bhi E commerce ki website se free mai kuch bhi order kar sakta hai.
CARDING ke through mangvaye gaye product aap ke liye to free hota hai. Lekin us Credit Card se payment ho jati hai. Jiska CC hackers use karte hai. Yeh karne ke liye hacker ko Live Credit Card ki jarurt hoti hai. Jo asani se nahi mil pata hai.
NOTE – Yaha hum CARDING ko kisi bhi tarah se promote nahi kar rahe hai. Yeh apko sirf apki knowledge ko badhane ke liye btaya gaya hai taki aap ise safe rahe or kisi musibat mai mat pade.
Yeh karne ke liye ek hacker ko sabse jada jaruri hota hai. Uska Real IP Address hide karna. Kyoki agar hacker aisa nahi karta hai. Tab veh trace ho sakta hai or pakda bhi ja sakta hai. REAL IP ADDRESS ko hide karne ke bahut sare tarike hote hai.
Jaise vpn, proxy ,Socks, tor browser. Lekin yeh bhi kafi nahi hota hai. Jaise ki humne btaya ki yeh puri tarah se ILLEGAL hai. Tab REAL IP ADDRESS ko inka use karke chupaya ja sakta hai. Chaliye CARDING ki kuch terms ke bare mai jante hai.
Note- This Post only for educational Purpose .Don’t miss use your Knowledge.
ALSO READ
What is IOT Hacking and IOT Devices ?
BIN
Iska pura naam Bank Identification Number hota hai. BIN kisi bhi Credit Card ya Debit card ke pehle 4 digit hote hai. Jinki vajah se card ki information ko detect kiya jata hai.
Jaise apne dekha hoga. Jab aap kisi E-Commerce website par apna debit card fill karte hai. Tab 4 digit ke bad hi apka card detect ho jata hai ki yeh Visa Debit Card hai. Is tarah se sabhi cards ke bare mai jane ke liye BIN ko bnaya gaya hai.
Jaise jab Carder Carding karne ke liye kisi dusre person ke Credit Card ka use karta hai. Tab veh Socks vpn ki help se apni location ko person ki location ke sath match karvata hai .
Jadatar E-commerce websites in bins ke database ko save rakhti hai taki Carding se safe rakha ja sake. Lekin phir bhi Carding hoti hai. Kyoki Carders ya to aise Websites par carding karte hai.
Jo amazon ya Flipkart ki tarah badi nahi hai ya phir Credit Card jiska use karte hai. Uski location se apni location ko match karvate hai. Ya phir aise Credit Cards ka use karte hai. Jinki Information websites mai store nahi hoti hai is tarah se Carding mai BIN ka use kiya jata hai.
VPN
Iska pura naam virtual private network hota hai. VPN ka use REAL IP ADDRESS ko hide karne ke liye kiya jata hai. Ya kisi bhi Website ko Anonymously Open karne ke liye kiya jata hai.
Lekin VPN puri tarah se apka REAL IP ADDRESS hide nahi karta hai. Agar aap VPN ke through kisi tarah ki ILLEGAL kaam ko karte hai.
Tab VPN provide karne vali companies. Apka REAL IP ADDRESS Cyber crime ko de deti hai jis vajah se aap pakde ja sakte hai. VPN ke through jab hum kisi bhi website ko open karte hai.
Tab humare IP address se request pahle VPN server par jati hai. Uske bad us website par jati hai. Jise hum open karna chahte hai isliye website ke pass VPN ka IP address jata hai.
Proxy
Iska use bhi IP Address ko hide karne ke liye kiya jata hai. Proxy ke bare mai apko pahle hi bata diya gaya hai. Proxy ka use bahut tarah se kiya jata hai. Jaise proxy Bouncing, proxy switcher , aap Proxy ke bare mai padh sakte hai Continue reading
SOCKS
Yeh ek aisa Protocol hota hai. Jo Client or Server ke bich mai data ke transfer ko secure karta hai. Socks server ka use karke hackers CARDING jaisi ILLEGAL kaam karte hai.
Kyoki yeh VPN ya Proxy se jada anonymously kisi ko karte hai. Socks ka use karke hacker apne REAL IP ADDRESS ko puri tarah se hide kar lete hai. Socks ko hum SOCKS 5 ke naam se bhi jante hai. Yeh ek tarah ka server hota hai jo apki kisi bhi tarah ki Activity ko kabhi Reveal nahi karta hai.
SOCKS Server SSH Protocol par apna kaam karta hai. SOCKS TCP or UDP dono tarah ke Protocols ko support karta hai. Jab ki Socks 4 TCP Protocol ko support karta tha.
Jaise agar ek hacker koi bhi illegal hacking karte time SOCKS 5 server se connect hota hai. Tab use Trace karna bahut hi mushkil ho jata hai.
Kyoki Socks 5 mai hacker ka REAL IP ADDRESS or uske through ki gyi kisi bhi tarah ki transmission puri tarah se encrypted hoti hai. Jise Crack karna bahut hu mushkil hota hai.
Encryptions ko Crack karne ke liye hacker ko Cryptography ke bare mai Knowledge honi chahiye. Lekin phir bhi socks 5 ke Encryption ko Crack karna bahut mushkil ho jata hai.
Kyoki Encryption mai kis Algorthims ka use kiya gaya hai. Ise smjhna bhi bht mushkil hai . Is tarah se SOCKS SERVER ka use hackers CARDING jaise ILLEGAL kaam karne ke liye karte hai.
RDP (Remote Desktop Protocol)
iska use CARDING karne ke liye Hackers karte hai RDP ka pura naam Remote Desktop Protocol hota hai. RDP ka use karke hacker apne Computer se kisi dusre Computer ke sath connect ho jate hai. Aisa karne se hacker agar kisi tarah ki ILLEGAL hacking karte hai.
Tab Target ke pass us dusre Computer ka IP Address jata hai. Jiska use karke hacker RDP ke through karte hai. RDP Protocol 3389 Port par kaam karta hai
Remote Desktop ko Microsoft ne sabhi windows mai pahle se hi diya hai. RDP ko windows mai inbuilt dene ke reason yeh hai ki agar apko kisi dusre computer ke sath WAN Network mai bhi File sharing karni hai. Tab aap RDP ka use karke aisa kar sakte hai.
Lekin hackers iska use CARDING jaisi ILLEGAL hacking karne ke liye karte hai. Jaise maan lijiye ek hacker India mai kisi Computer se Carding karna chahta hai. Tab veh USA ke kisi dusre Computer se RDP ke through connect ho jata hai tab target ke pass USA ka IP address jata hai.
TOR Network
Yeh apko pahle hi bataya gaya hai .TOR Browser ek aisa Network bnata hai. Jaha IP ADDRESS time to time change hote rehte hai. TOR BROWSER IP ADDRESS ki layers ko bnata hai. Iske bare mai detail mai aap padh sakte hai. Continue Reading
WHONIX GATEWAY
WHONIX GATEWAY ek tarah ka Operating System hota hai jiska apna ek alag IP ADDRESS hota hai. Jaise ek Computer ko kisi dusre Computer ke sath connect karna hota hai.
Tab agar bich mai WHONIX GATEWAY ka use kiya jata hai. Tab dusre Computer par WHONIX GATEWAY ka IP Address show hota hai. Iska use bhi CARDING mai kiya ja sakta hai. Kyoki yeh bhi IP ADDRESS ko Hide karne ke liye kiya jata hai.
Ek hacker CARDING jaise ILLEGAL kaam karne ke liye kisi ek tarah ki IP Hide karne vali service ka use nahi karta hai. Veh inka use ek sath karke apne IP ADDRESS ko puri tarah se Hide karta hai.
Aisa karne se hacker ka REAL IP ADDRESS find karna bahut hi jada mushkil ho jata hai. Or use find karne mei bhi bahut time lag jata hai. Is tarah se hacker ik sath sabhi ka use karta hai.
Example
(RDP+VPN+SOCKS+TOR NETWORK)
Yeh karne ke liye hacker ke liye sabse jaruri hota hai live Credit card jo asani se nahi mil pata hai. Credit Card sell karne vali bahut tarah ki websites apko dekhne ki mil jati hai.
Yaha hum kisi Website ke bare mai nahi bata rahe hai. Ek hacker ko yeh karne ke liye LIVE CC ko ya to kisi website se purchase karna padta hai. Ya phir khud ki skills ka use karke LIVE CC ko nikalna padta hai
Example of Carding ?
Chaliye ise Example ke through samjhte hai. Jaise maan lijiye ek hacker ko Live Credit Card ki jarurt hai. Aise mai veh Bank ke through Anonymous mail ko bana sakta hai or use same vaisa hi bnata hai.
Jis tarah se ek kisi Genuine Bank ke through bheja gaya mail hota hai. Is ke liye programming ki Thodi bahut knowledge honi chahiye. Or fake mail kis tarah se bhejna hai yeh bhi pata hona chahiye . Hacker apne mail ko is tarah se ready karta hai
Jo dikhne mai ek real bank ke through bheje gaye mail ki tarah hota hai. Aab normal user jinko in sabke bare mai nahi pata hai. Veh apni or apne Credit Card ki information ko vaha fill kar deta hai .
How Hackers do Carding ?
Uske bad veh mail sidha hacker ke pass pahuch jata hai. Hacker apne bnaye gaye page ko Credit Card ki information ko fill karvane ke liye Text boxes ko generate karta hai. Jis vajah se hacker ke through bnaya gaya page kisi genuine page ki tarah hi show hota hai.
Uske baad alag alag Gmail Accounts par apne fake Mail ko bhejta hai. Yeh ek long Procedure hota hai. Kyoki yeh nahi pata hota hai ki konsa user hacker ke through bhej gaye mail mai apni or apne Credit Card ki information ko fill karta hai.
Isliye Hacker ko ek sath bahut sare Gmail Accounts par apna mail bhejna padta hai. Is kaam ko karne ke liye hacker ko bahut Patience ki jarurt hoti hai or social engineering ke bare mai bhi pata hona chahiye.
Sirf CARDING mai hi Patience ki jarurt nahi hoti hai. Kisi bhi tarah ki hacking ko karne ke liye Patience ki jarurt hoti hai. Aise bahut tarah se LIVE CREDIT CARD ki information ko collect karte hai.
Humne apko example btaya hai. Ab yeh hacker par depend karta hai ki veh kis tarah se apni skills ka use karta hai. Isliye in sab tarah ki hacking se safe rehne ke liye apko kisi bhi website ya mail mai apni Private Information ko nahi fill karna chahiye.
The Conclusion
Main umeed karta hu ki apko CARDING ke bare mai pata chal gaya hoga. Or kis tarah se hackers CARDING jaisi ILLEGAL hacking ko karte hai. Jaise ki apko pahle bhi bataya gaya hai.
Yeh puri tarah se ILLEGAL hai. Aap CARDING ka use kabhi mat kare aisa karne se apko problem ho sakti hai. Isliye aap ise dur hi rahe.
yeh sab apko sirf educational Purpose ke liye btaya gaya hai. Aap Ethical Hacker bane isliye aap kabhi kisi bhi tarah ki ILLEGAL hacking ko mat karen. Whatsapp Groups , Facebook groups mai bahut se aise person mil jayege.
Jo carding karte hoge apko Products ki lists bata kar is tarah ke Messages dekhne ko milte hoga. Jadatar sabhi rippers hote hai. Aap unse dur hi rahe aisa karne se apke paise le liye jayege or apko kisi bhi tarah ka koi Product bhi nahi mil payaga .
Example
Doing Carding At Lowest Affordable Price
All Products are 100% Original And Sealed Pack With Bill Box And Products Comes From Amazon।in With 1 Year Service warranty
iPhone Mobile =10,000/-)
Samsung Mobile =9,000/-
Oppo Mobile =8,000/-
DSLR =7000/-
Redmi Mobile=5,000/-)
iPhone X=18,000
All Model available in Low price
Aap is tarah ke message ko ignore karege tab aap kabhi aise rip nahi ho payege. Apko dubara se btaya ja raha hai. Aap yeh kabhi mat kare ho sake to aap CARDING se dur hi rahe. Yeh puri tarah se ILLEGAL hai. Agar aap yeh karte hai tab apko Problem bhi ho sakti hai. Aap ise post ko share jarur karen.
Thankyou
Thank you for your blog post.Really thank you! Awesome.