How to Hide Message in STEGANOGRAPHY ?

Is article mai apko How to hide message in STEGANOGRAPHY , Hide Message karne ke bare mai practically btaya jayga. Steganography ek aisi technique hai jiski help se kisi messages ko hide kiya ja sakta hai.

Steganography ke bare mai apko pahle hi bataya gaya hai. Is post mai apko practically btaya jayga kaise hackers simple text ko hide message karte hai. Aap Practical samjhne se pahle theory ko jarur padhe.

Note – This post only for educational purpose . Don’t miss use you Knowledge and skills

How to hide messages in Images?

Sabse pahle hum apko Image mai message hide karne ke bare mai bata rahe hai. Aisa karne ke liye ik image chahiye hoti hai . Lekin dhyan rahe image bitmap honi chahiye jiski extension .bmp hoti hai.

Yeh kaam karne ke liye jin tools ka use kiya jata hai veh bhi apko mil jayege. jis tool ka hum use kar rahe hai veh kuch is tarah hai.

freelearningtech.in

Sabse pahle files ko add karna hota hai. Aap dekh sakte hai add files yaha se files ko add kiya jata hai kuch is tarah

freelearningtech.in

Load target file par click karke hide message kiye jate hai. Kuch is tarah se files ko select karke unhe add kiya jata hai

Bitmap image ko add karne ke bad text file ko is tarah se add karke next kiya jata hai. Apke samne kuch is tarah se option show hote hai.

freelearningtech.in

Yaha se Encryption or hashes ke algorithms ko select kiya ja sakta hai. Agar aisa karte hai tab apki file kisi hacker ko mil bhi jati hai veh use kisi tarah open kar bhi leta hai tab veh encrypted hogi.

Yaha se password bhi set kiya ja sakta hai. Is tarah se messages ko hide kiya jata hai. Jab hide ki gyi file ko open karna hota hai. Aise mai extract files karna hota hai. File ko select karke password fill karke hi hide kiye gaye message ko open kiya ja sakta hai.

Yaha se hide message ko open kiya jata hai. Aise bahut sare tools hai jinka use steganography mai kiya jata hai. Dusra tool kuch is tarah se hai.

Other Example

hide message

Quick stego mai password or encryption ka option nahi hota hai. Yeh is tarah se show hoga or apko simply files add karni hoti hai. Jaise aap image mai dekh sakte hai. Yeh kaam cmd ke through bhi kiya ja sakta hai veh bhi apko btaya gaya hai.

How to hide message in video ?

Chaliye ab hum apko btate hai kisi video mai message ko kaise hide kiya jata hai. Yeh karne ke liye ek tool ka use kiya jata hai jo kuch is tarah ka hota hai.

hide message

Yeh vo tool hai jiski help se kisi message ko hide message kiya ja sakta hai . Yaha hide files par jab click kiya jata hai. Veh kuch aisa show hota hai.

hide message

Is tarah se videos mai kisi Text file ko add kiya jata hai. Aap bhi iska practical jarur karke dekhe tabhi apko smajh aygaa. Aise hi pdf files ko bhi hide kiya ja sakta hai images mai.

How to Hide message using CMD

Aisa karne ke liye sabse pahle apko jis pdf file ko hide karna hai use winrar mai add karna hoga. Uske baad CMD mai kuch commands run karni hoti hai kuch is tarah.

Is tarah se command run hone ke baad ek new file create ho jati hai. Normally jab veh image file ko open kiya jata hai . Veh normal image ki tarah hi open hoti hai.

hide message

Aap dekh sakte hai humne jo file create ki hai veh normal jab open ki jati hai ek image hi show hoti hai. Hide ki gyi pdf file ko dekhne ke liye image ko open with winrar karna hota hai tabhi hide ki hui file show hogi kuch is tarah.

hide message

Is tarah se hide ki gyi file ko dekha jata hai. Ab aap khud soch sakte hai . PDF format mai trojan virus ko bnaya ja sakta hai. Aise us pdf ko image mai hide kiya ja sakta hai.

Yaha social engineering ka use karke kya Mobile phone hacking nahi ki ja sakti hai. Humne apko humari bahut sari posts mai btaya hai. Yeh hacker par depend karta hai veh kaise kisi attack ko karta hai.

Disposable and Password protected Emails.

Hackers se apne message ko hide karne ke liye inka use kiya jata hai. Disposable mail ka use karke jab mail bheja jata hai tab destination tak mail pahuchne ke baad email automatic delete ho jata hai.

Password protected mail ka use karke jab mail send kiya jata hai. Aise mai password set kiya jata hai or sath hi veh password encryption format mai hota hai.

Aise mai veh password agar sniffing ke through capture kar bhi liya jata hai. Use decrypt karna padta hai. Yeh kuch sites hai jinki help se aisa kiya jata hai

Download Link

The Conclusion

Main umeed karta hu apko Yeh pata chal gaya hoga kaise message ko hide message kiya jata hai. Yeh kaam Hackers se apne personal data ko safe rakhne ke liye kiya jata hai. Lekin Black hat hackers bhi iska use karte hai. Whatsapp hacking mai bhi iska use kiya ja sakta hai.

Humne apko btaya hai Hacker pdf file mai virus ko bana kar kaise image mai hide kar sakta hai. Aise bahut sare examples hai. Aap bhi in sabhi ka use kar sakte hai. Age ane vale articles mai apko trojan ko pdf format mai bnana bata diya jayga. Humare blog ko subscribe jarur karen.

Thankyou

2 Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published.


*